Wednesday 16 September 2015

Hindi Essay on Diwali in Hindi Language

Hindi Essay on Diwali in Hindi Language
Hindi Essay on Diwali in Hindi Language

Hindi Essay on Diwali in Hindi Language

If you want to an Essay in the Hindi Language on Diwali then you can read this topic "Hindi Essay on Diwali in the Hindi Language", here some good information available for all readers. I am writing this post for these types of people which search the query like the Hindi essay on Diwali in the Hindi language.

Diwali is a big festival in India, all types of people celebrated Diwali. That day people decorate hi houses and offices and clean all near place.

People know that if they clean his house carefully and good then Goddess of  Money comes first on his house. 

Hindi Essay on Diwali in Hindi Language

Deepawali dipo ka tayonhar h. Parivar's pure Bharat sae visva ko kone-knoe me hindu dharmavlanbiyon dyara is parve ko pure hurshollas ke saath manaya jata h. Is taynohar ka hindu dharam me bahut mahatva h. Ishe prakash ka tanyohar bhi kaha jata h. Partivarsh aaswin mas ki amavashya ko deep jalakar or pathake chhodkar iska aanand lete h.

Deepawali manaye jane ke pichhe anek poranic kathaye h. Inme se ek prasidhh katha h ki jab bhagwan ram ravan ke vadh ke pashat audhya lote to we din amavashya tha. Ata loge ne apne priya ram ke swagat aur andhere ko dur bhagne ke liye pure audhya ko dipo ke prajvlit kar diya. Ata yah partha tab se hi chalne lagi. Ek anya manyata ke anusar ishi din dhan or sampannta ki devi "Laxmi" raja bali ke changul se aajad jui thi. Chand calender ke anusaar is din ko hindu calender ki pahli tarikh mani jati h. Ata log in manyataon ke anushar pure harshollas ke saath desh-Videsh ke vibhinn bhago me deepawali manate h.

Deepawali ke aane ke kuch dino ke pahle hi log apne gharo ki saaf safai or rang rogan karne lagte h. Iske pashat log gharo par rangin color ke balb lagakar apne ghar ko sajate h. Gharo me rangoliya banai jati h. Anek prakar ke pakwan banaye jate h. Har ghar me Ganesh Laxmi ki pratima banai jati h. Phollo se gharo ke pravesh dwar ko sajaya jata h. Dukandaar apne apne dukano me bhi puja karte h. Logo dwara saharsh jua khela jata h. Gharo ko diye jalakar prakasit kiya jata h.

You may like also: -



Deepawali ke din Bache Bude sabhi pathake chhodte h. pura din or raat suhawana hota h. Vaise to deepawali jab bhi aati h  logo me utsukta or apne gharo ko naye roop me sajane ki becheni sahaj hi dekhi ja sakti h. Lekin har varsh desh me koi na koi durghatna jarur ho jati h. Logo ki nasamjhi or sahi tarike se patakhe nahi chhodne se kai log patheke se ghayal ho jate h.

Kai baar to khalihan, gharo or fectoriyo me aag tak lag jati h. Bachho ko to sabse adhik khatra rahta h. or Pathako ke adhik upyog se anvirment bhi kharab ho jata h.

So in last line me aapse anurodh karunga ki hame paryavaran ke anuroop hi samgriyo se hi rochak parve ka annand lena chahia. Pathako ke paryoug ke samay savdhani baratni chahiya. Bachhe jab bhi pathako ka prayoug kare, saath me bade logo ko unka margdarshan karna chahiye. Hame diye batti or mithaio ke saath jaha tak sambhav ho is parve ko manana chaia.

2 comments: